Varanasi : The spiritual Capital of India - Untold Stories of the District
INTRODUCTION: Bharat ka sabse purana sahar aur mahadev ki nagri jo lagbag 3000 saal purana h ak anokha, adhbut aur avishwashniya sahar jisme swayam mahadev nivas karte h oo sahar jaha ki galio me kuch apna sa lagta h jisme se bahar aana bhi kisi bhulbhulaiya se kam nhi kai salo purani mandire aur ghr jaha upashit ho jaha maa ganga ka ashirwad milta ho aisi adhbhut nagri ko kashi, banaras aur Varanasi ke name se jana jata h jise swapam tridev me zikra kiya gya ho kai hamare mahan sant jinki karmbhumi yahi pr h jaise sant kavi tulsidas ji , kabir das ji aisi pawan nagri ko kashi name se jana jata h kashi me 88 lokpriay ghat h jiska apna kud ka bahot mahatva h jisme se sabse adhbut manikarnika ghat h jaha pr hr roj 100 se adhik log ko mukti ka marg milta h yaha pr mrityu ke pashyat manav ke sarir ko jalaya jata h jisse pauranavik manayta h ki yaha pr dhah sanskar karne pr manushya ko mokksha mila h CULTURE A...